Saturday, July 09, 2011

main aur mera dil aksar yeh baatein karte hai... ki dimaag bhi saath hota toh kaisa hota...

... kaho intehaa mere hausle ki, ya samjho nasamajhi ka janoon hai...

... agar gardish mein ho taare, unko ginnne mein bhi sakoon hai...